Shaadi Ke Side Effects - Yahaan Vahaan Lyrics



Singer: Farhan Aktar
Music : Pritam Chakraborty
Lyricist: Swanand Kirkire



Kal ko bhulo na, kal to beeta re
Sooni chaukhat pe, dekho aaj baitha re
Kal ko bhulo na, kal to beeta re
Sooni chaukhat pe, dekho aaj baitha re
Yahaan vahaan, yahaan vahaan
Phirta main jahaan tahaan, kahaan kahaan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yaara hamein maaf kar do na
Yahaan vahaan, yahan wahan
Phirta main jahaan tahaan, kahaan kahaan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yaara hamein maaf kar do na
Mujhko itna sukun hai, sach main kehta hu
Gusse mein hi sahi, tere dil mein rehta hu
Mujhko itna sukun hai, sach main kehta hu
Gusse mein hi sahi, tere dil mein rehta hu
Maangoon bas main to yehi dua
Dard ki de mujhe koi dawa
Tere bin kaise samjhaaye, chain na aaye
Dil yeh maane na..
Yahaan vahaan, yahan wahan
Phirta main jahaan tahaan, kahaan kahaan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yaara hamein maaf kar do na
Yahaan vahaan, yahaan wahaan
Phirta main jahaan tahaan, kahaan kahaan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yaara hamein maaf kar do na



0 comments:

Post a Comment

 
Top