Gulaab Gang - Aankhiyaan  Lyrics



Singer: Kaushiki Chakraborty
Lyricist: Neha Saraf
Music Director: Soumik Sen



Aankhiyaan… o re ankhiyaan
Aankhiyaan o re ankhiyaan
Paani ki jaisi aankhiyaan
Aankhiyaan o re aankhiyaan
Aankhiyaan o re ankhiyaan

Raat bhar soch kar roti rahi

Aaj tak seh kar soti rahi
Main akeli, main akeli
Raat akeli soye saari sakhiyaan…
Aankhiyaan… ho re ankhiyaan

Aankhiyaan… o re aankhiyaan

Cheekhein kyun siski meri banti rahein
Aag kyun jal jal ke bujhti rahein
Han han goonje kyun chilla re
Ab na bujhenge angaare
Ab na behle mann yeh mera
Sun ke jhoothi battiyaan
Aankhiyaan… o re ankhiyaan



0 comments:

Post a Comment

 
Top