Nautanki Saala | Nautanki Saala Lyrics | Nautanki Saala Songs Lyrics | Ayushmann Khurrana, Kunaal Roy Kapur, Pooja Salvi, Evelyn Sharma, Gaelyn Mendoncan | So Gaya Yeh Jahan Lyrics





So Gaya Yeh Jahan Lyrics

Singer: Nitin Mukesh
Lyricist: Javed Akhtar


So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gayi Hai Saari Manzilen, Oh Saari Manzilen,
So Gaya Hai Rastaa
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gayi Hai Saari Manzilen, Oh Saari Manzilen,
So Gaya Hai Rastaa
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan

Raat Aayi Toh Woh Jinke Ghar The
Woh Ghar Ko Gaye So Gaye
Raat Aayi Toh Hum Jaise Aawaara
Phir Niklein Raahon Mein Aur Kho Gaye
Raat Aayi Toh Woh Jinke Ghar The
Woh Ghar Ko Gaye So Gaye
Raat Aayi Toh Hum Jaise Aawaara
Phir Niklein Raahon Mein Aur Kho Gaye

Iss Gali Uss Gali, Iss Nagar Uss Nagar,
Jaaye Bhi Toh Kahan , Jaana Chahein Agar
Ho..So Gayi Hai Saari Manzilen, Oh Saari Manzilen,
So Gaya Hai Rastaa!!

So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gayi Hai Saari Manzilen, Oh Saari Manzilen,
So Gaya Hai Rastaa
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan


 


0 comments:

Post a Comment

 
Top